SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahzan-e-aql"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rahzan-e-aql"
Sher
junuu.n hotaa hai chhaa jaatii hai hairat
kamaal-e-aql ik diivaana-pan hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
samajh me.n KHaak aa.e aql kii baat
ga.e hosh-o-KHirad aayaa jahaa.n dil
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
MORE MATCHES FOR "rahzan-e-aql"
Ghazal
jis ne kuchh ehtiyaat javaanii me.n kii nahii.n
aql-e-saliim kahtii hai vo aadmii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ai rahzan-e-mataa.a-e-dil-o-jaa.n KHudaa gavaah
tujh ko ba-sad-KHuluus du.aa de rahe hai.n ham
Shayar Jamali
Nazm
allahabad se
vo sarkash rahzan-e-aivaan-e-KHuubaa.n
ba-azm-e-baaryaabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
rahzan-e-KHuluus-e-jaa.n rahzan-e-masarrat hai
rahnumaa.ii-e-ilm-o-aagahii se Dartaa huu.n
Daood Kaashmiri
Ghazal
apne ehsaas pe khii.ncho na lakiire.n 'shahnaaz'
to.D bhii Daalo but-e-rahzan-e-biinaa.ii ko
Shahnaz Muzammil
Ghazal
jab tak hai dil rahiin-e-ma.aal-o-asiir-e-aql
rahnaa hai tujh se aur tirii rahguzar se duur
Altaf Mashhadi
Ghazal
saath har ek ko is raah me.n chalnaa hogaa
ishq me.n rahzan o rahbar nahii.n dekhe jaate
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
isii qadar to hai sarmaaya-e-tajassus-e-aql
ki kuchh zamii.n kii KHabar hai kuchh aasmaa.n kaa pataa
Betab Azimabadi
Nazm
talab ke tale
ba.Dhe jaa rahe hai.n kisii aib se
rahzan-e-marg se bach nikalne kii KHaatir
Noon Meem Rashid
Kulliyat
dil-o-dii.n kaise ki us rahzan-e-dil-haa se ab
ye pa.Dii hai ki KHudaa KHair kare jaano.n kii