SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahzan-e-aql"
Ghazal MATCHES FOR "rahzan-e-aql"
Ghazal
samajh me.n KHaak aa.e aql kii baat
ga.e hosh-o-KHirad aayaa jahaa.n dil
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
jis ne kuchh ehtiyaat javaanii me.n kii nahii.n
aql-e-saliim kahtii hai vo aadmii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ai rahzan-e-mataa.a-e-dil-o-jaa.n KHudaa gavaah
tujh ko ba-sad-KHuluus du.aa de rahe hai.n ham
Shayar Jamali
Ghazal
rahzan-e-KHuluus-e-jaa.n rahzan-e-masarrat hai
rahnumaa.ii-e-ilm-o-aagahii se Dartaa huu.n
Daood Kaashmiri
Ghazal
apne ehsaas pe khii.ncho na lakiire.n 'shahnaaz'
to.D bhii Daalo but-e-rahzan-e-biinaa.ii ko
Shahnaz Muzammil
Ghazal
jab tak hai dil rahiin-e-ma.aal-o-asiir-e-aql
rahnaa hai tujh se aur tirii rahguzar se duur
Altaf Mashhadi
Ghazal
saath har ek ko is raah me.n chalnaa hogaa
ishq me.n rahzan o rahbar nahii.n dekhe jaate
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
isii qadar to hai sarmaaya-e-tajassus-e-aql
ki kuchh zamii.n kii KHabar hai kuchh aasmaa.n kaa pataa
Betab Azimabadi
Ghazal
rahzan-e-iimaa.n hai.n dono.n shaiKH ho yaa barhaman
in se bachne kii ko.ii tadbiir honii chaahiye
Raz Chandpuri
Ghazal
raahat kii saa.ns rahzan-e-zauq-e-safar hu.ii
lamhe masarrato.n ke Gamo.n se giraa.n mile
Khwaja Shauq
Ghazal
ba-zom-e-aql ye kaisaa gunaah mai.n ne kiyaa
ik aa.iinaa thaa usii ko siyaah mai.n ne kiyaa
Irfan Sattar
Ghazal
un se bach jaa.e jo iimaa.n to Ganiimat samjho
KHush nigaaho.n me.n bahut rahzan-e-dii.n hote hai.n
Safdar Mirzapuri
Ghazal
maktab-e-aql pa.Dhaa pa.Dh ke chalaa maiKHaane
jab na daanaa.ii chalii phir mire jazbaat chale
Muzammil Abbas Shajar
Ghazal
aahuu-e-dil ki vahshi-e-sahraa-e-aql thaa
tujh zulf kaa shikaar hu.aa kyaa bajaa hu.aa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
saatve.n aasmaan tak sho.ala-e-ilm-o-aql thaa
phir bhii zamiin-e-ahl-e-dil kaisii harii bharii rahii
Zehra Nigaah
Ghazal
majbuur hu.aa huu.n KHirad-o-aql ke haatho.n
mujh ko KHirad-o-aql se begaana banaa de