SEARCH RESULTS
Showing search results for "rekh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rekh"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ruKH chhuuTe hu.e maskan-e-aadam kii taraf hai
aflaak-nashii.n azm-e-bashar dekh rahe hai.n
Sayyad Safdar Hussain
PAGE MATCHES FOR "rekh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rekh"
Ghazal
jalaa hai jism jahaa.n dil bhii jal gayaa hogaa
kuredte ho jo ab raakh justujuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
shikwa
to.De maKHluuq KHudaa-vando.n ke paikar kis ne
kaaT kar rakh diye kuffaar ke lashkar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
vo to diivaana hai bastii me.n rahe yaa na rahe
ye zaruurii hai hijaab-e-ruKH-e-lailaa na rahe
Allama Iqbal
Ghazal
abhii talak to na kundan hu.e na raakh hu.e
ham apnii aag me.n har roz jal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
phir dekhiye andaaz-e-gul-afshaanii-e-guftaar
rakh de ko.ii paimaana-e-sahbaa mire aage