SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishta-e-taar-e-nazar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rishta-e-taar-e-nazar"
Ghazal
rishta-e-taar-e-nazar se hai ujaalo.n kaa bharam
aa.nkh jhapkii to ko.ii aur samaa.n paa.oge
Javed Shaheen
Ghazal
misaal-e-taar-e-nazar kyaa nazar nahii.n aataa
kabhii KHayaal me.n muu-e-kamar nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Sher
ko.ii zanjiir nahii.n taar-e-nazar se mazbuut
ham ne is chaa.nd pe Daalii hai kamand aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
PAGE MATCHES FOR "rishta-e-taar-e-nazar"
MORE MATCHES FOR "rishta-e-taar-e-nazar"
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
naa-gahaa.n aaj mire taar-e-nazar se kaT kar
Tuk.De Tuk.De hu.e aafaaq pe KHurshiid o qamar
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kahii.n dharaa hai pas-e-taar-e-ankabuut sukuun
kahii.n pe kaat rahaa hai maze se suut sukuun
Tasleem Niyazi
Ghazal
ba.Dhne de abhii kashmakash-e-taar-e-nafas aur
ai gosh-bar-aavaaz zaraa der taras aur
Aziz Tamannai
Ghazal
KHush-rang-o-tar-o-taaza javaanii kii taraf aa
pyaasaa hai to bahte hu.e paanii kii taraf aa
Sultan Akhtar
Ghazal
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbat
baKHshe hai yahii garmii-e-baazaar-e-mohabbat


