SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishta-e-taar-e-nazar"
Nazm MATCHES FOR "rishta-e-taar-e-nazar"
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
naa-gahaa.n aaj mire taar-e-nazar se kaT kar
Tuk.De Tuk.De hu.e aafaaq pe KHurshiid o qamar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Khaaliq-e-gul-e-tar ki yaad mein
hai gulistaa.n magar vo gul-e-tar nahii.n
ab sahaaraa hai ik yaad-e-maKHduum kaa
Farooq Shakeel
Nazm
ujale ki lakir
raaste par ka.ii KHurshiid na.e jal uTThe
raushnii dekhiye taa-hadd-e-nazar phail ga.ii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
parwin-shakir
bahaar-e-husn javaa.n-marg suurat-e-gul-e-tar
misaal-e-KHaar magar umr-e-dard-e-ishq daraaz
Ali Sardar Jafri
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
koi basti ki mujh mein basti hai
mirii taar-e-nazar par baiTh kar
aaKHir zamaane me.n nazar kis kii utartii hai
Waheed Ahmad
Nazm
meri beTi
har nazar me.n raushnii aa jaa.egii
huur-e-jannat se nichhaavar laa.egii
Aale Ahmad Suroor
Nazm
tanhai mujhe dekhti hai
mujh ko dekhtii hai
us kaa har taar-e-nazar aa.nkho.n se daaKHil ho ke
Waheed Ahmad
Nazm
shri-kirishna
qaabil-e-diid har ik shakl kii tahriir banii
rishta-e-taar-e-nafas kii na.ii zanjiir banii
Bismil Allahabadi
Nazm
bewa
aaj le rishta-e-paimaan-e-vafaa TuuT gayaa
tujh se ab tere tasavvur kaa KHudaa ruuTh gayaa
Rahmat Amrohvi
Nazm
chala aa raha hun samundaron ke visal se
kisii dast-e-Gaib se TuuT kar
rah-e-taar-e-jaa.n me.n bikhar ga.e!
Noon Meem Rashid
Nazm
gul-e-tar
ai gul-e-tar kis qadar dilkash hai nazzaara tiraa
haamil-e-husn-e-azal hai qalb-e-sii-paara tiraa
Shameem Farooq Banspari
Nazm
wahi
fikr be-nuur tiraa jazb-e-‘amal be-buniyaad
saKHt mushkil hai ki raushan ho shab-e-taar-e-hayaat