SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishta-e-taar-e-nazar"
Ghazal MATCHES FOR "rishta-e-taar-e-nazar"
Ghazal
rishta-e-taar-e-nazar se hai ujaalo.n kaa bharam
aa.nkh jhapkii to ko.ii aur samaa.n paa.oge
Javed Shaheen
Ghazal
misaal-e-taar-e-nazar kyaa nazar nahii.n aataa
kabhii KHayaal me.n muu-e-kamar nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Ghazal
dil TuuT chukaa taar-e-nazar TuuT rahaa hai
qisto.n me.n musaafir kaa safar TuuT rahaa hai
Shafiq Dehlvi
Ghazal
kahii.n dharaa hai pas-e-taar-e-ankabuut sukuun
kahii.n pe kaat rahaa hai maze se suut sukuun
Tasleem Niyazi
Ghazal
ba.Dhne de abhii kashmakash-e-taar-e-nafas aur
ai gosh-bar-aavaaz zaraa der taras aur
Aziz Tamannai
Ghazal
KHush-rang-o-tar-o-taaza javaanii kii taraf aa
pyaasaa hai to bahte hu.e paanii kii taraf aa
Sultan Akhtar
Ghazal
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbat
baKHshe hai yahii garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
ai rashk-e-gul-e-tar tuu kabhii dekh idhar bhii
kaafii hai mire dil pe tirii ek nazar bhii
Rahbar Jadeed
Ghazal
taar-e-nigaah-e-lutf se pahle rafuu kare.n
phir mere zaKHm-e-dil kii davaa chaara-juu kare.n
Shola Kararvi
Ghazal
gul dekhnaa to chashm-e-gul-e-tar bhii dekhnaa
shabnam ne jo piro.e hai.n gauhar bhii dekhnaa
Zaigham Hameedi
Ghazal
rang jab ko.ii lab-e-diida-e-tar aa.egaa
naqsh kyaa kyaa na kaf-e-KHaak me.n dar aa.egaa
Usman Alvi
Ghazal
ba.ad-e-taqriib-e-tamannaa.ii-e-nazzaara-e-tuur
taaqat-o-taab-e-nazar ho ye zaruurii to nahii.n
Hadis Salsal
Ghazal
sust-e.atibaariyo.n ko nahii.n taab-e-intizaar
vaa'de sahar ke sarf-e-shab-e-taar kyuu.n hu.e
Parvez Shahidi
Ghazal
kam ranj mausam-e-gul-e-tar ne nahii.n diyaa
dil ke kisii bhii zaKHm ko bharne nahii.n diyaa