SEARCH RESULTS
Showing search results for "rone-rulaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rone-rulaane"
Nazm
marsiya kya hai
marsiye me.n hai jazbaat kii intihaa
hai ye rone rulaane kaa ik silsila
Hafiz Karnataki
Ghazal
ye kafan mere liye parcham-e-aazaadii hai
dosto rone rulaane kii zaruurat nahii.n hai
Zahoor Chohan
Nazm
tere baad
shauq thaa ha.nsne ha.nsaane kaa tire aage mujhe
bhaa ga.ii rone rulaane kii adaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Ghazal
kyaa tire mai-kash-e-ulfat kaa ye kaifiyyat hai
dard-e-dil kar ke bayaa.n rone rulaane kaa mazaa
Jurat Qalandar Bakhsh
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rone-rulaane"
Ghazal
mai.n kabhii paas chalaa jaataa thaa rone ke liye
aur kabhii zehn me.n aa jaate rulaane vaale
Ahmad Tariq
Ghazal
kuchh mujh ko rulaane kii tamanna bhii thii us kii
kuchh vaqt mire paas bhii rone ke liye thaa
Shahzad Baig
Ghazal
manzuur mere rone pe ha.nsnaa agar na thaa
Gairo.n se ha.ns ke mujh ko rulaane kaa kyaa sabab
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Nazm
fasana-e-ibrat
rahoge yuu.nhii paa.emaal-e-jafaa tum
rahegaa yahii roz ronaa-rulaanaa