SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabzii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sabzii"
Mazahiya
jab namak daal me.n kam ho to Gazal hotii hai
mirch sabzii me.n baham ho to Gazal hotii hai
Jauhar Siwani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sabzii"
Ghazal
juz KHat ke KHayaal us ke kuchh kaam nahii.n ham ko
sabzii piye ham aksar rahte hai.n magan baiThe
Meer Taqi Meer
Kulliyat
ai nau-KHat ek din hai jhag.Daa hamaare tere
sabzii bahut lagii hai mu.nh se piyaare tere
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
us zaqan me.n bhii sabzii hai KHat kii
dekho jiidhar ku.n.e.n pa.Dii hai bhaa.ng
Meer Taqi Meer
Ghazal
zindagii dene lagii parhez-gaarii kaa sabaq
ab to ham jaise bhii sabzii daal khaane lag ga.e
Shakeel Jamali
Nazm
zara socho
ga.e bail sabzii ke Thele vaalo.n se la.D jaate
DanDe khaa kar gaaliyaa.n bakte dil kii aag bujhaate
Asna Badr
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Nazm
anokhi taswir
vo tasviir kyaa thii faqat saada-kaaGaz
na thii jis pe surKHii na sabzii na zardii
Qateel Shifai
Ghazal
bantii thii pahle sabzii ghii kaa baghaar de kar
sabzii se ban rahe hai.n ab Dabbe roz ghii ke
Nasreen Naqqash
Ghazal
sabzii bhii ugii baaG me.n Gunche bhii khile aah
par is marii guu.ngii ke labo.n se na Talii chup






