SEARCH RESULTS
Showing search results for "sariih"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sariih"
Ghazal
abla hai vo jo hove KHariidaar-e-gul-ruKHaa.n
us saude me.n sariih hai nuqsaan jaan kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
le kar sariih dil ko vo gul-e-'ezaar yaaro
zaahir kare hai kyaa kyaa inkaar ha.nste ha.nste
Nazeer Akbarabadi
Kulliyat
abla hai vo jo hove KHariidaar-e-gul-ruKHaa.n
us saude me.n sariih hai nuqsaan jaan kaa
Meer Taqi Meer
Mazahiya
itnaa sariih un kii nigaaho.n kaa thaa savaal
mai.n ha.Dba.Daa ke rah gayaa un ke javaab me.n
Mohammad Yusuf Papa
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sariih"
Naat
bilaa-shak ye hai.n rashk-e-yuusuf sariih
ki vo hai sabiih aur ye hai.n maliih
Sayad Hadi Ali Bekhud
Ghazal
chashm ne kii gauhar-afshaanii sariih
ho ga.ii ye ham se naadaanii sariih
Mushafi Ghulam Hamdani
Kulliyat
duu.n kis ko dosh dushman-e-jaanii thii dostii
is saude me.n sariih mai.n nuqsaan-e-jaa.n kiyaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
nai ham se kuchh na us sitam-iijaad se hu.aa
zulm-e-sariih ishq kii imdaad se hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye kaisaa kaam ai dast-e-masiih kar Daalaa
jo dil kaa zaKHm thaa vo hii sahiih kar Daalaa
Zameer Atraulvi
Ghazal
Lutfunnisa Imtiyaz
Kulliyat
nuqsaan-e-jaa.n sariih thaa saude me.n ishq ke
ham jaan kar nikaalii hai jii ke ziyaa.n kii tarh
Meer Taqi Meer
Ghazal
qur.aan me.n likhaa hai jo laa-taqnatuu sariih
zauq-e-nigaah kahiye to kyuu.nkar KHataa kare
Bedil Azimabadi
Ghazal
majaazii ho ki haqiiqii sariih ishq kaa naam
latiif tohfa piyaaraa ajiib naam uruus
Qasim Ali Khan Afridi
Rubai
gar kahe huluul hai vo ik amar qabiih
aisaa hai kuchh ittihaad baatil hai sariih