SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarmaaya"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sarmaaya"
Ghazal
Jaun Eliya
Nazm
kutte
zamaane kii phaTkaar sarmaaya in kaa
jahaa.n bhar kii dhutkaar in kii kamaa.ii
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
sarmaaya
सरमायाسَرْمایَہ
Persian
capital, principal amount, capital, funds, financial means, wealth, materials
MORE MATCHES FOR "sarmaaya"
Nazm
KHizr-e-rah
aur ye sarmaaya-o-mehnat me.n hai kaisaa KHarosh
ho rahaa hai asia kaa KHirqa-e-deriina chaak
Allama Iqbal
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat
Allama Iqbal
Ghazal
sirf zaahir ho gayaa sarmaaya-e-zeb-o-safaa
kyaa ta.ajjub hai jo baatin baa-safaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
tarbiyat se terii me.n anjum kaa ham-qismat hu.aa
ghar mire ajdaad kaa sarmaaya-e-izzat hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
mahfil-e-hastii tirii barbat se hai sarmaaya-daar
jis tarah naddii ke naGmo.n se sukuut-e-kohsaar
Allama Iqbal
Ghazal
ho ga.e qallaash jab se aas kii daulat luTii
paas apne aur to ko.ii bhii sarmaaya na thaa
Qateel Shifai
Ghazal
kyaa yaar kii bad-KHuu.ii kyaa Gair kii bad-KHvaahii
sarmaaya-e-sad-aafat hai dil hii kaa aa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
barbaad dil kaa aaKHirii sarmaaya thii umiid
vo bhii to tum ne chhiin liyaa mujh Gariib se














