SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarmaaya"
Nazm MATCHES FOR "sarmaaya"
Nazm
kutte
zamaane kii phaTkaar sarmaaya in kaa
jahaa.n bhar kii dhutkaar in kii kamaa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
aur ye sarmaaya-o-mehnat me.n hai kaisaa KHarosh
ho rahaa hai asia kaa KHirqa-e-deriina chaak
Allama Iqbal
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
tarbiyat se terii me.n anjum kaa ham-qismat hu.aa
ghar mire ajdaad kaa sarmaaya-e-izzat hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
mahfil-e-hastii tirii barbat se hai sarmaaya-daar
jis tarah naddii ke naGmo.n se sukuut-e-kohsaar
Allama Iqbal
Nazm
fankar
dekh is arsa-e-gah-e-mehnat-o-sarmaaya me.n
mere naGme bhii mire paas nahii.n rah sakte
Sahir Ludhianvi
Nazm
madam
nuur-e-sarmaaya se hai ruu-e-tamaddun kii jilaa
ham jahaa.n hai.n vahaa.n tahziib nahii.n pal saktii
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisan
ek dil aur ye hujuum-e-sogvaarii haa.e haa.e
ye sitam ai sa.ng-dil sarmaaya-daarii haa.e haa.e
Josh Malihabadi
Nazm
mujhe sochne de
nau-e-insaa.n me.n ye sarmaaya o mehnat kaa tazaad
amn o tahziib ke parcham tale qaumo.n kaa fasaad
Sahir Ludhianvi
Nazm
jawahar-lal nehru
ham miTaa Daale.nge sarmaaya-o-mehnat kaa tazaad
ye aqiida ye iraada ye qasam le ke chalo
Sahir Ludhianvi
Nazm
taj-mahal
ye gul-kada kahiye jise firdaus kaa KHaaka
hai dafn yahii.n KHaak me.n sarmaaya vafaa kaa
Mahshar Badayuni
Nazm
isi do-rahe par
isii sarmaaya o aflaas ke doraahe par
zindagii pahle bhii sharmaa.ii thii jhunjhulaa.ii thii