SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaabaash"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shaabaash"
Ghazal
shaabaash 'daaG' tujh ko kyaa teG-e-ishq khaa.ii
jii karte hai.n vahii jo mardaane aadmii hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
sab tent aur kursiyo.n vaale kamaa ga.e
shaa.ir ne Thuu.ns kar bharii shaabaash jeb me.n
Amir Ameer
Ghazal
ye raat sirf andherii nahii.n hai sard bhii hai
diyaa banaa liyaa shaabaash ab alaav banaa.o
Charagh Sharma
Ghazal
un dino.n hotaa thaa tuu ghar me.n hamaare shab-baash
roz-e-raushan se kam ai mehr-laqaa raat na thii
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shaabaash"
Ghazal
is zabt-e-be-misaal pe shaabaash diijiye
mujh ko mire kamaal pe shaabaash diijiye
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
zarro.n ko shaabaash din ko hai.n huzuur-e-mahr-e-ruKH
dekhiye chhup ke nikalte hai.n sitaare raat ko
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
yaaro saaqii aur sharaab-o-sabza maujuud aaj hai
'aafriidii' hai kabaab-e-dil pe jaa shaabaash kii
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
uThaa.e sau tarah ke zulm aur jaur-o-jafaa tere
kahaa shaabaash bhii tuu ne na merii istaqaamat ko
Asifud Daula
Nazm
nannhi farhat
madrasa bhar me.n naam bhii paa.o
lo shaabaash in.aam bhii paa.o
Nishtar Jalandhari
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHizr ko shaabaash uktaayaa na ab tak aur ham
zindagaanii ek dam bhar kii bhii kar duubhar chale












