SEARCH RESULTS
Showing search results for "shefta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shefta"
Ghazal
ye tarz-e-tarannum kahii.n zinhaar na Dhuu.nDo
ai 'shefta' yaa murG-e-chaman rakhte hai.n yaa ham
Shefta Mustafa Khan
Sher
iz.haar-e-ishq us se na karnaa thaa 'sheftaa'
ye kyaa kiyaa ki dost ko dushman banaa diyaa
Shefta Mustafa Khan
Sher
Shuja Khaavar
Ghazal
ik dam ke na milne pe nahii.n milte hai.n mujh se
ai 'shefta' maayuusii-e-ummiid-e-fazaa dekh
Shefta Mustafa Khan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shefta"
Sher
jis lab ke Gair bose le.n us lab se 'sheftaa'
kambaKHt gaaliyaa.n bhii nahii.n mere vaaste
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
kyaa haal tumhaaraa hai hame.n bhii to bataa.o
be-vajah ko.ii 'shefta' uf uf nahii.n kartaa
Shefta Mustafa Khan
Sher
shaayad isii kaa naam mohabbat hai 'sheftaa'
ik aag sii hai siine ke andar lagii hu.ii
Shefta Mustafa Khan
Sher
'haalii' suKHan me.n 'sheftaa' se mustafiid hai
'Gaalib' kaa mo'taqid hai muqallid hai 'miir' kaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
hamaarii nazm me.n hai 'shefta' vo kaifiyyat
ki kuchh rahii na haqiiqat mai-e-muGaa.n ke liye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Sher
shiirii.n ke shefta hu.e parvez o kohkan
shaa.er huu.n mai.n ye kahtaa huu.n mazmuun la.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
muntazir thaa vo to just-o-juu me.n ye aavaara thaa
shefta teraa hii thaa jo saabit-o-sayyaara thaa
Haidar Ali Aatish
Sher
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
jis kii shamiim-e-zulf pe mai.n Gash huu.n 'shefta'
us ne shamiim-e-zulf su.nghaa.ii tamaam shab
Shefta Mustafa Khan
Sher
ham taalib-e-shohrat hai.n hame.n na.ng se kyaa kaam
badnaam agar ho.nge to kyaa naam na hogaa
