SEARCH RESULTS
Showing search results for "shefta"
Ghazal MATCHES FOR "shefta"
Ghazal
ai dil-e-shefta me.n aag lagaane vaale
ra.ng laayaa hai ye laakhe kaa jamaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
'vahshat' o 'sheftaa' ab marsiya kahve.n shaayad
mar gayaa 'Gaalib'-e-aashufta-navaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii to shefta us ne kahaa kabhii shaidaa
Garaz ki roz nayaa ik mujhe KHitaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'Gaalib' o 'shefta' o 'nayyar' o 'aazurda' o 'zauq'
ab dikhaa.egaa ye shakle.n na zamaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
har-chand kar diyaa mujhe barbaad ishq ne
lekin unhe.n to shefta-e-dil banaa diyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai.n hu.aa shefta un par vo aduu par shaidaa
saath ke saath hii dono.n kii tabii.at aa.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
himmat humaa-e-auj-e-sa.aadat hai mard ko
ulluu hai.n vo jo shefta zill-e-humaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
Khumar Barabankavi
Ghazal
ye tarz-e-tarannum kahii.n zinhaar na Dhuu.nDo
ai 'shefta' yaa murG-e-chaman rakhte hai.n yaa ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
'sheftaa' ek na aayaa to na aayaa kyaa hai
roz aa rahte hai.n do-chaar tire kuuche me.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
ik dam ke na milne pe nahii.n milte hai.n mujh se
ai 'shefta' maayuusii-e-ummiid-e-fazaa dekh
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
gar nahii.n 'sheftaa' KHayaal-e-firaaq
kyuu.n ta.Dapte hai.n vasl-e-yaar me.n ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
kyaa haal tumhaaraa hai hame.n bhii to bataa.o
be-vajah ko.ii 'shefta' uf uf nahii.n kartaa
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
'miir' kii baat pe har vaqt ye jhunjhlaayaa na kar
sa.Dii hai KHabtii hai vo shefta hai majnuu.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
piir-e-muGaa.n ke faiz-e-tavajjoh se 'sheftaa'
aksar sharaab piite hai.n ruuhaaniyo.n me.n ham