SEARCH RESULTS
Showing search results for "shefte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shefte"
Ghazal
itnii baate.n mat banaa mujh shefte se naasehaa
pand ke laa.eq nahii.n mai.n qaabil-e-zanjiir ho.n
Meer Taqi Meer
Kulliyat
itnii baate.n mat banaa mujh shefte se naasehaa
pand ke laa.eq nahii.n mai.n qaabil-e-zanjiir ho.n
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shefte"
Sher
iz.haar-e-ishq us se na karnaa thaa 'sheftaa'
ye kyaa kiyaa ki dost ko dushman banaa diyaa
Shefta Mustafa Khan
Sher
ham taalib-e-shohrat hai.n hame.n na.ng se kyaa kaam
badnaam agar ho.nge to kyaa naam na hogaa
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
kabhii to shefta us ne kahaa kabhii shaidaa
Garaz ki roz nayaa ik mujhe KHitaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'Gaalib' o 'shefta' o 'nayyar' o 'aazurda' o 'zauq'
ab dikhaa.egaa ye shakle.n na zamaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Jigar Moradabadi
Sher
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
ai shaafa-e-mahshar jo kare tuu na shafaa.at
phir kaun vahaa.n tere sivaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Sher
jis lab ke Gair bose le.n us lab se 'sheftaa'
kambaKHt gaaliyaa.n bhii nahii.n mere vaaste
Shefta Mustafa Khan
Sher
itnii na ba.Dhaa paakii-e-daamaa.n kii hikaayat
daaman ko zaraa dekh zaraa band-e-qabaa dekh

