SEARCH RESULTS
Showing search results for "shu.aa-e-safed"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shu.aa-e-safed"
Ghazal
thaa baaG baaG shu.aa-e-safed se shab bhar
gulaab-e-abyaz-e-ruKH thaa jhalak dikhaa.e hu.e
Afzaal Naveed
Ghazal
ye kin dukho.n ne cham-o-KHam tamaam chhiin liyaa
shu.aa-e-mahr se ham bhii sharar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
labrez hai shu.aa-e-ruKH-e-dil-faroz se
le aab-e-husn-e-saaGar-e-sarshaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
safed pairahan ab to utaar de allaah
basantii kap.De ho.n ai gul-ezaar holii me.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
shu.aa-e-samt-e-safar ko nazar me.n rakhnaa hai
talaatum aur bha.nvar ko nazar me.n rakhnaa hai
Mateen Ahmad Mateen
MORE MATCHES FOR "shu.aa-e-safed"
Nazm
b amman se KHitab
ek shu.aa-e-nayyar-e-aasuuda-e-rif.at thii tuu
is KHizaan-e-ziist me.n ik maadar-e-millat thii tuu
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
dua
dil ko garmaa.e.n to har zarre se us ke ho ayaa.n
jo haraarat hai shu.aa-e-mahr-e-aalam-taab me.n
Syed Wahidudeen Salim
Ghazal
nazar ko hech nazar aa.e sab hasii.n manzar
bas ik shu.aa-e-ruKH-e-jaa.n-fazaa ko chhuute hii
Zafar Moradabadi
Nazm
chautha quarter
aur us ne shahar kii na.ngii hathelii me.n
shu.aa-e-harkat-e-be-suud kii ik kiil gaa.Dii
Nisar Nasik
Ghazal
ab shu.aa-e-husn-e-pur-anvaar hai nazzaara soz
terii is be-pardagii ne KHud hii parda kar diyaa