SEARCH RESULTS
Showing search results for "shumaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shumaa"
Ghazal
maa-o-shumaa kah-o-mah kartaa hai zikr teraa
is daastaa.n se KHaalii sohbat nahii.n hai ko.ii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
'shujaa.a' dil kii kahaanii bas ab tamaam karo
bayaan karne lage hai.n hamaa-shumaa dil kaa
Shuja Khaavar
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
hamaa-shumaa ko nahii.n dost hii ko bhuul gayaa
na bhuulnaa thaa jise vo usii ko bhuul gayaa
Nazeer Meeruthy
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shumaa"
Ghazal
Iqbal Sohail
Ghazal
barq-e-jamaal naafe-e-maa-o-shumaa hu.ii
kyaa zikr-e-sham-e-tuur ki vo bhii KHamosh hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
rabt-e-dilii se KHalq ko ab vaasta kahaa.n
ab to hamaa-shumaa bhii asiir-e-manam hu.e
Arshad Kamal
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
shikva-e-zulmat-e-shab se to kahii.n behtar thaa
apne hisse kii ko.ii sham.a jalaate jaate












