SEARCH RESULTS
Showing search results for "sipah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sipah"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii sipaah ne KHeme lagaa diye hai.n vahaa.n
jahaa.n pe mai.n ne nishaanii tirii dabaa.ii thii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
nahii.n faqr o saltanat me.n ko.ii imtiyaaz aisaa
ye sipah kii teG-baazii vo nigah kii teG-baazii
Allama Iqbal
Ghazal
na taKHt-o-taaj me.n ne lashkar-o-sipaah me.n hai
jo baat mard-e-qalandar kii baargaah me.n hai
Allama Iqbal
Mazahiya
yaa.n na vo naa'ra-e-takbiir na vo josh-e-sipaah
sab ke sab aap hii pa.Dhte rahe.n sub.haan-allaah
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
saf
सफ़صف
mat, line, rank, row
पंक्ति
पंक्ति, अवली, कतार, रेखा, लकीर, लंबी चटाई, नमाज़ या क़वाइद में मनुष्यों की लंबी लाइन।
MORE MATCHES FOR "sipah"
Ghazal
miir-e-sipaah naa-sazaa lashkariyaa.n shikasta saf
aah vo tiir-e-niim-kash jis kaa na ho ko.ii hadaf
Allama Iqbal
Ghazal
mirii sipaah se duniyaa larazne lagtii hai
magar tumhaarii to mai.n ne baraabarii nahii.n kii
Nadeem Bhabha
Ghazal
ai shahanshaah-e-kavaakib sipah-o-mehr-e-alam
tere ikraam kaa haq kis se adaa hotaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
ai raushniyon ke shahr
thak kar har suu baiTh rahii hai shauq kii maand sipaah
aaj miraa dil fikr me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
faqr ke hai.n mo.ajizaat taaj o sariir o sipaah
faqr hai miiro.n kaa miir faqr hai shaaho.n kaa shaah
Allama Iqbal
Nazm
ek udas sham ke nam
sipaah-e-mahr kaa fasiil-e-shab ko intizaar hai
kab aa.egaa vo shaKHs jis kaa sab ko intizaar hai