SEARCH RESULTS
Showing search results for "sipah"
Ghazal MATCHES FOR "sipah"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii sipaah ne KHeme lagaa diye hai.n vahaa.n
jahaa.n pe mai.n ne nishaanii tirii dabaa.ii thii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
nahii.n faqr o saltanat me.n ko.ii imtiyaaz aisaa
ye sipah kii teG-baazii vo nigah kii teG-baazii
Allama Iqbal
Ghazal
na taKHt-o-taaj me.n ne lashkar-o-sipaah me.n hai
jo baat mard-e-qalandar kii baargaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
miir-e-sipaah naa-sazaa lashkariyaa.n shikasta saf
aah vo tiir-e-niim-kash jis kaa na ho ko.ii hadaf
Allama Iqbal
Ghazal
mirii sipaah se duniyaa larazne lagtii hai
magar tumhaarii to mai.n ne baraabarii nahii.n kii
Nadeem Bhabha
Ghazal
ai shahanshaah-e-kavaakib sipah-o-mehr-e-alam
tere ikraam kaa haq kis se adaa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
faqr ke hai.n mo.ajizaat taaj o sariir o sipaah
faqr hai miiro.n kaa miir faqr hai shaaho.n kaa shaah
Allama Iqbal
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
kabhii chhupe hu.e KHanjar kabhii khi.nchii hu.ii teG
sipaah-e-zulm ke ek ek Dhab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
nikal sakii na ko.ii bhii faraar kii suurat
sipaah-e-ziist kaa mujh par pa.Daav aisaa thaa
Abbas Tabish
Ghazal
sipaah-e-shaam ke neze pe aaftaab kaa sar
kis ehtimaam se parvar-digaar-e-shab niklaa
Iftikhar Arif
Ghazal
chho.D kar matl.a Gazal damdaar hai be-kaar hai
jab sipah-saalaar hii biimaar hai be-kaar hai
Charagh Sharma
Ghazal
diyo.n ke qatl pe suuraj kii har kiran chup hai
is ehtiyaat ko jashn-e-siyaah likh liije
Bekal Utsahi
Ghazal
abhii sipaah-e-sitam KHema-zan hai chaar taraf
abhii pa.De raho zanjiir-e-dar lagaa.e hu.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
apnii sa.ngiino.n me.n is raat kii saffaak sipah
duudh piite hu.e bachcho.n ko piro laa.ii thii