SEARCH RESULTS
Showing search results for "sipah"
Nazm MATCHES FOR "sipah"
Nazm
ai raushniyon ke shahr
thak kar har suu baiTh rahii hai shauq kii maand sipaah
aaj miraa dil fikr me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek udas sham ke nam
sipaah-e-mahr kaa fasiil-e-shab ko intizaar hai
kab aa.egaa vo shaKHs jis kaa sab ko intizaar hai
Iftikhar Arif
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
ko.ii sipaah-e-sitam pesha chuur kar na sakii
bashar kii jaagii hu.ii ruuh ke ayaaGo.n ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
vo aab-o-taab-o-shaukat-e-aivaan-e-khusravii
vo mahakmo.n kii shaan vo jalva sipaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
tere baad
vo valvale vo uma.nge.n vo justujuu na rahii
tirii sipaah ko ab bhii tirii zaruurat hai
Saifuddin Saif
Nazm
karbala
hayaat aa.ankho.n se bah rahii hai
sipaah-e-fisq-o-fujuur yalGaar kar rahii hai
Muzaffar Warsi
Nazm
holi
ye sun ke taish me.n aa zard kaa sipah-saalaar
cha.Dh aaya fauj ko le kar safed par yak-baar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
harf-e-aKHir
baGaavato.n kii sipah inqalaab ke lashkar
zamii.n pe paa.nv falak pe nazar jamaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
ahl-e-hunar se
aur agar baa-KHabar apnii sharaafat se ho
terii sipah ins-o-jinn tuu hai amiir-e-junuuud
Allama Iqbal
Nazm
uThenge maut se pahle
kamiin-gaah-e-havas se nishaane dil ke liye
tamaam samt se aa.ii shahaabiyo.n kii sipaah
Ali Akbar Natiq
Nazm
kya KHabar thi
ghaat me.n hogii fauj apnii bhii
dushmano.n kii sipaah bhii hogii
Muhammad Rashid Athar
Nazm
curfew mein mushaera
zor-e-qalam ke saath sipaah-e-riyaaz thii
qaanuun haath me.n thaa baGal me.n bayaaz thii
Khalid Irfan
Nazm
la bhi hai ek guman
masnad-e-adl sipah-saalaar aur taKHt me.n ham-fikrii hai
ek hai ''mullaa-qavii''