SEARCH RESULTS
Showing search results for "sokht"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sokht"
Kulliyat
aasuudgii sii jins ko kartaa hai kaun soKHt
jaane hai nafaa ko.ii bhii jii kaa zarar kahii.n
Meer Taqi Meer
Nazm
bougainwillea ki waraftagi dekh kar
tuudaa soKHt na sahii
magar terii faro-maa.ndgii
Shamim Alvi
PAGE MATCHES FOR "sokht"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sokht"
Ghazal
ab kii jo raah-e-mohabbat me.n uThaa.ii takliif
saKHt hotii hame.n manzil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
yuu.n to kyaa aa.egaa tuu fart-e-nazaakat se yahaa.n
saKHt dushvaar hai dhoke me.n bhii aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Nazm
is waqt to yun lagta hai
maanaa ki ye sunsaan gha.Dii saKHt ka.Dii hai
lekin mire dil ye to faqat ik hii gha.Dii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
u.ngliyaa.n taar-e-garebaa.n me.n ulajh jaatii hai.n
saKHt dushvaar hai haatho.n se dabaanaa dil kaa

