SEARCH RESULTS
Showing search results for "soz-e-daruu.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "soz-e-daruu.n"
Ghazal
Barqi Azmi
Kulliyat
soz-e-daruu.n se aaKHir bhasmant dil ko paayaa
is aag ne bha.Dak kar dar-bast ghar jalaayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ishq hai soz-e-daruu.n is ko na baahar rakhnaa
baat ho ghar kii agar ghar ke hii andar rakhnaa
Shahid Najibabadi
Ghazal
soz-e-daruu.n ko aa.nkh se baahar nikaal kar
har shaaKH rakh rahii hai gul-e-tar nikaal kar
Irshad Ahmad Niazi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "soz-e-daruu.n"
Ghazal
shariik-e-soz-e-daruu.n jab se ho ga.e alfaaz
nava-e-dard me.n sho.ale piro ga.e alfaaz
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Rubai
ash.aar me.n Dhaltaa hai miraa soz-e-daruu.n
afkaar me.n miltaa hai haqiiqat kaa fusuu.n
Baqar Mehdi
Ghazal
chhaatii jalaa kare hai soz-e-daruu.n balaa hai
ik aag sii rahe hai kyaa jaaniye ki kyaa hai
Meer Taqi Meer
Kulliyat
soz-e-daruu.n se mujh pe sitam barmalaa hu.aa
Tuk.Daa jigar kaa aa.nkho.n se niklaa jalaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
chhaatii jalaa kare hai soz-e-daruu.n balaa hai
ik aag sii rahe hai kyaa jaaniye ki kyaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
hasrat hai meraa soz-e-daruu.n had se ba.Dhaa de
yaa shauq-e-tamaashaa kii tamanna hii miTaa de
Naheed Kausar
Ghazal
soz-e-daruu.n ne raah ko aasaa.n banaa diyaa
jab aag me.n gire to gulistaa.n banaa diyaa
Mani Nagpuri
Qita
ishq kii ibtidaa hai soz-e-daruu.n
ishq kii intihaa hai zauq-e-nigaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Hina Ambareen Tariq
Ghazal
soz-e-daruu.n hamaaraa zaahir na ho kisii par
ik daaG lag na jaa.e daamaan-e-aashiqii par
Shaghil Qadri
Ghazal
soz-e-daruu.n se raaz-e-mohabbat ayaa.n na ho
dil sham.a ban ke jal uThe lekin dhu.aa.n na ho
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
soz-e-daruu.n se jal-bujho lekin dhu.aa.n na ho
hai dard-e-dil kii shart ki lab par fuGaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
vo sho.alagii vo soz-e-daruu.n kaun le gayaa
mujh se mirii mataa-e-junuu.n kaun le gayaa
Abdul Ghafoor Saqi
Ghazal
ai soz-e-daruu.n ra.ng-e-vafaa aur hii kuchh hai
ab dil ke dha.Dakne kii sadaa aur hii kuchh hai