SEARCH RESULTS
Showing search results for "sozan-e-tadbiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sozan-e-tadbiir"
Ghazal
qabaa-e-ziist jo hai KHaarzaar-e-hastii me.n
vo kis ke sozan-e-tadbiir se rafuu hogii
Fasih Akmal
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
ko.ii suurat ko.ii tadbiir nikaalii jaa.e
aabruu ishq-o-mohabbat kii bachaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
lazzat-andoz-e-KHalish huu.n sozan-e-taqdiir kaa
sii rahaa huu.n chaak apne daaman-e-tadbiir kaa
Nazeer Hussain Siddiqui
MORE MATCHES FOR "sozan-e-tadbiir"
Nazm
sarsayyad ahmad KHan
tum ko mere KHvaab kii ta.abiir honaa chaahiye
ahl-e-ilm-o-saahab-e-tadbiir honaa chaahiye
Syeda Farhat
Ghazal
sozan-e-rahm-o-karam kartii hai kyuu.n sa.ii-e-rafuu
chaak-daamaan-e-tahii bhii hai gavaaraa mujh ko
Yaqoob Usmani
Ghazal
qadr-o-qazaa kaa zikr kuchh is tarah se kiyaa
vaa.iz ne nok-e-naaKHun-e-tadbiir chhiin lii
Arshad Jamal Hashmi
Ghazal
vo zaKHm jis ko kiyaa nok-e-aaftaab se chaak
usii ko sozan-e-mahtaab se rafuu karte
Mustafa Zaidi
Ghazal
zaKHm ko siite hai.n sab par sozan-e-almaas se
chaak siine ke silaanaa ko.ii ham se siikh jaa.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
baGair-e-hikmat-o-tadbiir hii guzaarii ga.ii
guzaara karte hu.e zindagii guzaarii ga.ii
Zunair Naqvi
Ghazal
har baras sozan-e-taqdiir chalaa kartii hai
ab to kuchh siina-fagaaro.n kii ridaa.e.n sii lo
Saghar Siddiqui
Ghazal
Javed Lakhnvi
Ghazal
phir ho rahii hai un se tasavvur me.n guftuguu
phir huu.n mai.n mahv-e-lazzat-e-taqriir dekhnaa
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
is tarah ke din raat dikhaatii hai karishme
taqdiir pas-e-parda-e-tadbiir hamaarii
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
kah diyaa uqda-e-tadiir kaa khulnaa dushvaar
dil samajh le KHalish-e-naaKHun-e-tadbiir abas