SEARCH RESULTS
Showing search results for "subuu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "subuu"
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
aamad pe terii itr o charaaG o subuu na ho.n
itnaa bhii buud-o-baash ko saada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
luTaate daulat-e-duniyaa ko mai-kade me.n ham
tilaa.ii saaGar-e-mai nuqra.ii subuu karte
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "subuu"
Nazm
jibrail-o-iblis
aah ai jibriil tuu vaaqif nahii.n is raaz se
kar gayaa sarmast mujh ko TuuT kar meraa subuu
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
tujhe sub.h baazaar me.n buu.Dhe attaar yuusuf
kii dukkaan par mai.n ne dekhaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
hai apnii ye salaah ki sab zaahidaan-e-shahr
ai 'dard' aa ke bai.at-e-dast-e-subuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
usii ke faiz se merii nigaah hai raushan
usii ke faiz se mere subuu me.n hai jehuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
bisaat-e-bazm ulaT kar kahaa.n gayaa saaqii
fazaa KHamosh, subuu chup, udaas paimaane


