SEARCH RESULTS
Showing search results for "suljhii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "suljhii"
Ghazal
suljhii thii.n gutthiyaa.n mirii daanist me.n magar
haasil ye hai ki zaKHmo.n ke Taa.nke ukha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
baat kuchh dil kii hamaare to na suljhii ham se
aapii KHush hove hai phir aap hii ghabraataa hai
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Zafar Iqbal
Sher
uljhaa hai magar zulf me.n taqriir kaa lachhaa
suljhii hu.ii ham ne na sunii baat tumhaarii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
vo jin kaa lafz lafz bhii aa.nkho.n kaa rizq thaa
suljhii hu.ii kitaab the vo log mar ga.e
Ashfaq Ahmad Saim
PAGE MATCHES FOR "suljhii"
Ebook
sufii Kaavy
sufii Kaavy
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "suljhii"
Ghazal
suljhii na ek baar kahii.n zulf-e-zindagii
garche hazaar baar sa.nvaaraa gayaa mujhe
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
uljhaa hai magar zulf me.n taqriir kaa lachchhaa
suljhii hu.ii ham ne na sunii baat tumhaarii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Ilyas Ishqi
Ghazal
ek gutthii jo sulajh kar bhii na suljhii zinhaar
us ko suljhaa ke bhii uljhaa.e hu.e hai.n ham log
Hurmatul Ikaram
Ghazal
suljhii hu.ii pahelii kaa uljhaa.o dekh kar
hairaan huu.n mai.n ab tiraa bartaav dekh kar
Shumama Ufuq
Kulliyat
uljhaa.o pa.D gayaa so suljhii na apnii us kii
jhag.De rahe bahut se guzre bahut qazaayaa








