SEARCH RESULTS
Showing search results for "surme"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "surme"
Ghazal
chaahe hai phir kisii ko muqaabil me.n aarzuu
surme se tez dashna-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dar-KHur-e-arz nahii.n jauhar-e-bedaad ko jaa
nigah-e-naaz hai surme se KHafaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
us chashm me.n hai surme kaa dumbaala pur-aashob
kyuu.n haath me.n badmast ke banduuq bharii dii
Bahadur Shah Zafar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "surme"
Sher
surme kaa til banaa ke ruKH-e-laa-javaab me.n
nuqta ba.Dhaa rahe ho KHudaa kii kitaab me.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
har ek gaam pe dil piistaa hai ablaq-e-chashm
magar hai surme kaa dumbaala taaziyaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
aaluuda chashm me.n na hu.ii surme se nigaah
dekhaa jahaa.n se saaf hii ahl-e-safaa chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
siyaah baaruud kii lakiire.n
kaTiile kaajal, sajiile surme
Ali Sardar Jafri
Ghazal
surma.ii aa.nkho.n kuu.n kyaa surme sii.n kaam
naahaq un par tuutiyaa karte ho tum
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kartaa hai ko.ii turk-dilaa neza-baaziyaa.n
dumbaala surme kaa ye nahii.n chashm-e-yaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
karegaa qatl vo ai 'zauq' tujh ko surme se
nigah kii teG ko hone siyaah-taab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kulche jaise tire ruKHsaaro.n pe jo surme se
mai.n banaataa rahaa vo til mujhe vaapas kar de
Syed Salman Gilani
Ghazal
dekh kar surme kii tahriir tirii aa.nkho.n me.n
kaafiro.n ke bhii hai.n zunnaar guluu TuuT ga.e