SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu-e-but-khaana"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "suu-e-but-khaana"
Ghazal
merii miTTii ko Thikaane jo lagaayaa thaa tujhe
suu-e-but-KHaana ye kam-baKHt u.Daa.ii hotii
Azam Jalalabadi
Ghazal
qible suu.n muu.nh phiraayaa tire mukh kii jaanib
kiyaa zaahid ne make suu.n suu-e-but-KHaana safar
Faez Dehlvi
Nazm
siyasi bengan
laxmii kii mohabbat ne dil moh liyaa itnaa
mu.nh mo.D ke ka.abe se pahu.nche suu-e-but-KHaana
Zareef Lakhnavi
Ghazal
le jaane lage phir suu-e-but-KHaana har ik ko
phir qibla-e-haajaat hu.e qibla-numaa kyaa
Asad Qadri Gorakhpuri
Ghazal
tere jalve kii havas ham ko har ik rang me.n hai
suu-e-but-KHaana chale jaate hai.n sajda kar ke
sulaiman ahmad mani
PAGE MATCHES FOR "suu-e-but-khaana"
MORE MATCHES FOR "suu-e-but-khaana"
Sher
dekhiye tark-e-adab kii kyaa milii ta.aziir kal
piiTh hai suu-e-haram mu.nh hai suu-e-but-KHaana aaj
Imdad Ali Bahr
Ghazal
der tak baab-e-haram par ruk ke ik majbuur-e-ishq
suu-e-but-KHaana KHudaa kaa le ke naam aa hii gayaa
Qamar Jalalvi
Ghazal
karte karte imtizaaj-e-ka.aba-o-but-KHaana ham
us jagah pahu.nche ki ho kar rah ga.e diivaana ham
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Ejaz Warsi
Ghazal
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
raushan tamaam kaaba o but-KHaana ho gayaa
ghar-ghar jamaal-e-yaar kaa afsaana ho gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
ruKH thaa kaa'be kii taraf uThte na the lekin qadam
shauq jaise khii.nchtaa ho suu-e-but-KHaana mujhe
Zabt Sitapuri
Non prevalent ghazals
تا چند ناز مسجد و بت خانہ کھینچیے
جوں شمع دل بخلوت جانا نہ کھینچیے