SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu-e-but-khaana"
Nazm MATCHES FOR "suu-e-but-khaana"
Nazm
siyasi bengan
laxmii kii mohabbat ne dil moh liyaa itnaa
mu.nh mo.D ke ka.abe se pahu.nche suu-e-but-KHaana
Zareef Lakhnavi
Nazm
saqi-nama
ye aalam ye but-KHaana-e-chashm-o-gosh
jahaa.n zindagii hai faqat KHurd o nosh
Allama Iqbal
Nazm
jawab do
jab fidaa ho ga.e iimaa.n pe butaan-e-aazar
ek but-KHaana basaane ke liye aa.ii ho
Nazim Zarsinar
Nazm
nargis-e-mastana
but-KHaane aa nikle to ka.aba kii binaa Daal
ka.abe me.n pahu.nch jaa.e to but-KHaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
haq-kesh ki fariyaad
haajaat ke but-KHaana-e-tazviir hazaaro.n
bando.n ne tire naam pe kar Daale hai.n iijaad
Bebak Bhojpuri
Nazm
holi khelne ki farmaish par
apnii sanjiida ravish aur udaasii chho.Duu.n
Gam ke asnaam ko but-KHaana-e-dil me.n to.Duu.n
kanval Dibaivi
Nazm
ishrat-e-tanhai
kitne dil-kash mire but-KHaan-e-iimaa.n ke sanam
vo kaliisaa.o.n ke aahuu vo gazaalaan-e-haram
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bite hue din
har KHaar me.n ik but-KHaana thaa
har phuul me.n sau mai-KHaane the
Josh Malihabadi
Nazm
meri dua
gulshan kaa taqaazaa hai ki mai-KHaana banaa de
mai-KHaana me.n ik mahfil-e-rindaana banaa de
Narayan Das Puri
Nazm
aaina-KHane ke qaidi se
ai mirii naa-musta.id majhuul zaat
KHalvat-e-aa.iina-KHaane se nikal
Ameeq Hanafi
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
yahii duniyaa ki jo but-KHaana banii jaatii hai
isii but-KHaane se ka.abe kii zamii.n paidaa kar