SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu-e-daar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "suu-e-daar"
Ghazal
tere diivaane suu-e-daar agar jaate hai.n
un kii vahshat ke sab andaaz nikhar jaate hai.n
Saifi Amrohwi
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
har ek shab yuu.nhii dekhe.ngii suu-e-dar aa.nkhe.n
tujhe ga.nvaa ke na so.e.ngii umr-bhar aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
tamaashaa KHud ko jo ham suu-e-daar karte hai.n
jo shaadmaa.n hai.n unhe.n sogvaar karte hai.n
Dard Faiz Khan
Sher
hai ain-e-vasl me.n bhii mirii chashm suu-e-dar
lapkaa jo pa.D gayaa hai mujhe intizaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
PAGE MATCHES FOR "suu-e-daar"
MORE MATCHES FOR "suu-e-daar"
Ghazal
siine me.n aag aa.nkh suu-e-dar lagii rahe
kaam intizaar-e-yaar me.n ai dil yahii rahe
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
un ke jaate hii ye vahshat kaa asar dekhaa kiye
suu-e-dar dekhaa to pahro.n suu-e-dar dekhaa kiye
Qamar Jalalvi
Ghazal
hayaat saath chalii kaa.enaat saath chalii
ajiib shaan se kuchh log suu-e-daar chale
Nazar Hyderabadi
Ghazal
abhii na haath ba.Dhaa pag.Diyo.n kii jaanib tuu
ki ye tamaasha suu-e-daar karne vaalaa hai
