SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu-e-daar"
Ghazal MATCHES FOR "suu-e-daar"
Ghazal
tere diivaane suu-e-daar agar jaate hai.n
un kii vahshat ke sab andaaz nikhar jaate hai.n
Saifi Amrohwi
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
har ek shab yuu.nhii dekhe.ngii suu-e-dar aa.nkhe.n
tujhe ga.nvaa ke na so.e.ngii umr-bhar aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
tamaashaa KHud ko jo ham suu-e-daar karte hai.n
jo shaadmaa.n hai.n unhe.n sogvaar karte hai.n
Dard Faiz Khan
Ghazal
siine me.n aag aa.nkh suu-e-dar lagii rahe
kaam intizaar-e-yaar me.n ai dil yahii rahe
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
un ke jaate hii ye vahshat kaa asar dekhaa kiye
suu-e-dar dekhaa to pahro.n suu-e-dar dekhaa kiye
Qamar Jalalvi
Ghazal
hayaat saath chalii kaa.enaat saath chalii
ajiib shaan se kuchh log suu-e-daar chale
Nazar Hyderabadi
Ghazal
abhii na haath ba.Dhaa pag.Diyo.n kii jaanib tuu
ki ye tamaasha suu-e-daar karne vaalaa hai
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aane vaalo.n ke liye darvaaze rahte hai.n khule
jaane vaale bhii kabhii mu.D kar suu-e-dar dekhte
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
suu-e-dar aaj ye kyo.n aa.nkh lagii hai 'saabir'
muntazir kis ke ho kyaa aa.egaa mehmaa.n ko.ii
Sabir Rampuri
Ghazal
samajh sakii na KHirad jab tire ishaare ko
junuu.n nasiib hamii.n the jo suu-e-daar aa.e
Javed Vashisht
Ghazal
aisaa bhii vaqt aayaa hai aksar hayaat me.n
sar apnaa suu-e-daar kiyaa hai kabhii kabhii
Syed Zahiruddin Zaheer
Ghazal
samajh sakii na KHirad jab tire ishaare ko
junuu.n-nasiib hamii.n the jo suu-e-daar aa.e