SEARCH RESULTS
Showing search results for "taahira"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taahira"
Sher
kaarvaa.n jin kaa luTaa raah me.n aazaadii kii
qaum kaa mulk kaa un dard ke maaro.n ko salaam
Bano Tahira Sayeed
Sher
mil ke lagaa hai aaj zamaane Thahar ga.e
tujh se bichha.D ke vaqt guzaaraa nahii.n gayaa
Tahira Jabeen Tara
Nazm
parda aur ismat
qasam taahira kii qasam KHaalida kii
ko.ii aur shai hai ye ismat nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
KHaamosh hai.n KHaamosh magar dekh rahe hai.n
ham dekhne vaalo.n kii nazar dekh rahe hai.n
Bano Tahira Sayeed
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taahira"
Nazm
salam
'taahira' saalgirah aaj hai aazaadii kii
hind ke KHurd-o-kalaa.n saathiyo.n pyaaro.n ko salaam
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
kaaGaz pe teraa naqsh utaaraa nahii.n gayaa
mujh se ko.ii KHayaal sa.nvaaraa nahii.n gayaa
Tahira Jabeen Tara
Ghazal
un kii nazar ne 'taahira' aisaa asar kiyaa
jo darmiyaa.n hisaab the sab paak ho ga.e
Bano Tahira Sayeed
Nazm
urdu zaban
'taahira' kuchh pareshaa.n hai urdu zabaa.n
merii urdu zabaa.n faKHr-e-hindostaa.n
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
dil-e-mahzuu.n me.n Tiis uThtii na hogii
KHayaal-e-'taahira' aataa to hogaa
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
ye aa.nkh nam thii zabaa.n par magar savaal na thaa
ham apnii zaat me.n gum the ko.ii KHayaal na thaa
Tahira Jabeen Tara
Sher
ye aa.nkh nam thii zabaa.n par magar savaal na thaa
ham apnii zaat me.n gum the ko.ii KHayaal na thaa
Tahira Jabeen Tara
Sher
sajaa liyaa hai hathelii pe ham ne us kaa naam
is liye to bichha.D jaane kaa malaal na thaa












