SEARCH RESULTS
Showing search results for "taimuur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taimuur"
Sher
ham duniyaa se jab ta.ng aayaa karte hai.n
apne saath ik shaam manaayaa karte hai.n
Taimur Hasan
Sher
safar me.n hotii hai pahchaan kaun kaisaa hai
ye aarzuu thii mire saath tuu safar kartaa
Taimur Hasan
Ghazal
Taimur Hasan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taimuur"
Ghazal
taariiKH-daan likkhegaa 'taimuur' ye zaruur
ik shaKHs thaa jo kahtaa rahaa shahr ko bachaa
Taimur Hasan
Ghazal
mai.n ne baKHsh dii tirii kyuu.n KHataa tujhe ilm hai
tujhe dii hai kitnii ka.Dii sazaa tujhe ilm hai
Taimur Hasan
Ghazal
baiThe baiThe use kyaa hotaa hai jaane 'taimuur'
jaltaa cigaret vo hathelii pe bujhaa detaa hai
Taimur Hasan
Ghazal
Taimur Hasan
Ghazal
ga.e dino.n me.n ye ma.amuul thaa miraa 'taimuur'
ziyaada vaqt mai.n ik KHvaab me.n basar kartaa
Taimur Hasan
Sher
mirii tavajjoh faqat mire kaam par rahegii
mai.n KHud ko saabit karuu.ngaa da.avaa nahii.n karuu.ngaa
Taimur Hasan
Ghazal
ye maslahat hai mirii buz-dilii nahii.n 'taimuur'
jahaa.n zaruurii hu.aa hausla dikhaa.uu.ngaa