SEARCH RESULTS
Showing search results for "taimuur"
Ghazal MATCHES FOR "taimuur"
Ghazal
Taimur Hasan
Ghazal
kartii hai muluukiyyat aasaar-e-junuu.n paidaa
allaah ke nishtar hai.n taimuur ho yaa cha.ngez
Allama Iqbal
Ghazal
tum ko ma.aluum to hai mujh pe jo guzrii 'taimuur'
puuchh kar mujh se zaruurii hai rulaanaa mire dost
Taimur Hasan
Ghazal
taariiKH-daan likkhegaa 'taimuur' ye zaruur
ik shaKHs thaa jo kahtaa rahaa shahr ko bachaa
Taimur Hasan
Ghazal
mai.n ne baKHsh dii tirii kyuu.n KHataa tujhe ilm hai
tujhe dii hai kitnii ka.Dii sazaa tujhe ilm hai
Taimur Hasan
Ghazal
baiThe baiThe use kyaa hotaa hai jaane 'taimuur'
jaltaa cigaret vo hathelii pe bujhaa detaa hai
Taimur Hasan
Ghazal
Taimur Hasan
Ghazal
ga.e dino.n me.n ye ma.amuul thaa miraa 'taimuur'
ziyaada vaqt mai.n ik KHvaab me.n basar kartaa
Taimur Hasan
Ghazal
ye maslahat hai mirii buz-dilii nahii.n 'taimuur'
jahaa.n zaruurii hu.aa hausla dikhaa.uu.ngaa
Taimur Hasan
Ghazal
Taimur Hasan
Ghazal
KHushii zaruur thii 'taimuur' din nikalne kii
magar ye Gam bhii sivaa thaa ki raat biit ga.ii
Taimur Hasan
Ghazal
ab to ko.ii bhii duur nahii.n to phir 'taimuur'
ham KHat kis ke naam likhaayaa karte hai.n
Taimur Hasan
Ghazal
bahaar aane kii ummiid ke KHumaar me.n thaa
KHizaa.n ke daur me.n bhii mausam-e-bahaar me.n thaa
Taimur Hasan
Ghazal
judaa.iyo.n kaa sabab sirf ek thaa 'taimuur'
tavaqqu.aat ziyaada thii.n jaan-e-jaa.n tujh se