SEARCH RESULTS
Showing search results for "takraar-e-gunaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "takraar-e-gunaah"
Ghazal
zabaan mu.nh me.n hai taar-e-gunah kii suurat
tumhaaraa hukm bajaa hai kalaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Rubai
inkaar-e-gunaah bhii kiye jaataa huu.n
takraar-e-gunaah bhii kiye jaataa huu.n
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
husn vaalo.n kii KHudaa.ii hai KHudaa.ii barham
kis ko rahm aa.e mohabbat ke gunah-gaaro.n par
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
kaise Te.Dhaa na chale maar ba.Dii mushkil hai
siidhii ho zulf-e-girah-daar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vo bosa dete nahii.n gore gore gaalo.n kaa
tumhe.n gavaah ham ai mahr-o-maah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "takraar-e-gunaah"
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
umuur-e-saltanat takraar-e-aadaab-e-shahanshaahii
murassaa KHvaab-gaahe.n masnade.n daalaan the lekin
Sarwar Arman
Ghazal
phir kyo.n vahii takraar-e-ta'addii-o-tasallii
andaaz me.n kuchh aap ke ib.haam nahii.n hai
Arif Nadwi
Ghazal
bas ik tasalsul-e-takraar-e-qurb-o-duurii thaa
visaal o hijr kaa har marhala ubuurii thaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
ye Dar rahaa huu.n mai.n takraar-e-mausam-e-gul se
miTaa hu.aa ko.ii aalam phir aashkaar na ho