SEARCH RESULTS
Showing search results for "talabgaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "talabgaar"
Sher
Akbar Allahabadi
Nazm
shikwa
kaun sii qaum faqat terii talabgaar hu.ii
aur tere liye zahmat-kash-e-paikaar hu.ii
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
MORE MATCHES FOR "talabgaar"
Ghazal
ab dil kii taraf dard kii yalGaar bahut hai
duniyaa mire zaKHmo.n kii talabgaar bahut hai
Farhat Ehsas
Nazm
hasan kuza-gar (2)
aur sarvat jo nahii.n us kaa talabgaar bhii mai.n!
tuu jo ha.nstii rahii us raat tazabzub pe mere
Noon Meem Rashid
Ghazal
dhamkii me.n mar gayaa jo na baab-e-nabard thaa
ishq-e-nabard-pesha talabgaar-e-mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
kaisii jannat ke talabgaar hai.n tuu jaantaa hai
terii likkhii hu.ii duniyaa ko miTaate hu.e ham
Nomaan Shauque
Nazm
taaruf
KHuub pahchaan lo asraar huu.n mai.n
jins-e-ulfat kaa talabgaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Sher
umr sab zauq-e-tamaashaa me.n guzaarii lekin
aaj tak ye na khulaa kis ke talabgaar hai.n ham
Muztar Khairabadi
Ghazal
bas ek tire KHvaab se inkaar nahii.n hai
dil varna kisii shai kaa talabgaar nahii.n hai