SEARCH RESULTS
Showing search results for "talabgaar"
Nazm MATCHES FOR "talabgaar"
Nazm
shikwa
kaun sii qaum faqat terii talabgaar hu.ii
aur tere liye zahmat-kash-e-paikaar hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (2)
aur sarvat jo nahii.n us kaa talabgaar bhii mai.n!
tuu jo ha.nstii rahii us raat tazabzub pe mere
Noon Meem Rashid
Nazm
taaruf
KHuub pahchaan lo asraar huu.n mai.n
jins-e-ulfat kaa talabgaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bhaarat ke musalman
tuu dard-e-mohabbat kaa talabgaar azal se
tuu mehr-o-muravvat kaa parastaar azal se
Jagan Nath Azad
Nazm
nazm
mai.n KHud bhii maut kaa huu.n talabgaar le chalo
us kii galii me.n phir mujhe ik baar le chalo
Shahid Kabir
Nazm
hasb-e-farmaish
mai.n tirii aa.nkh ko tashbiih duu.n maiKHaane se
aur KHud zahr-e-judaa.ii kaa talabgaar rahuu.n
Habib Jalib
Nazm
hum
vo ahrman bhii hai aur yazdaa.n-jamaal bhii hai
sadaaqat-o-husn kaa talabgaar bhii vahii hai
Zia Jalandhari
Nazm
dard-e-dil
dil miraa daulat-e-duniyaa kaa talabgaar nahii.n
ba-KHudaa KHaak-nashiinii se mujhe aar nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
iKHlaas kii mai piite hai.n mai-KHvaar isii ke
mardaan-e-mujaahid hai.n talabgaar isii ke
Arsh Malsiyani
Nazm
aadmi
mai.n na shabnam kaa parastaar na a.ngaaro.n kaa
na KHalaa.o.n kaa talabgaar na sayyaaro.n kaa
Mustafa Zaidi
Nazm
election
leader ke mu.nh pe shahar ke kuucho.n kii gard hai
''ishq-e-nabard-pesha talabgaar-e-mard hai''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
bujhti hui sard sham
na.e ujaalo.n na.e suuraj kii talabgaar banii hai
bujhtii hu.ii sard shaam ke tanhaa suuraj
Nayyar Rani Shafaq
Nazm
ijazat
daaG jo dil pe lagaa hai ab use saaf karo
mai.n talabgaar-e-mu.aafii huu.n kuchh insaaf karo
Asad Rizvi
Nazm
qabristan mein KHud-kalami
merii maut ke evaz jannat ke talabgaar hai.n
merii samaajii maut se ab kisii ko ko.ii faa.eda nahii.n
Zahid Masood
Nazm
uljhan
mai.n ne taaro.n pe nigaaho.n kii kamande.n phe.nkii.n
ek ra.ngiin haqiiqat kaa talabgaar rahaa