SEARCH RESULTS
Showing search results for "talabgaar"
Ghazal MATCHES FOR "talabgaar"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham-ra.ngii-e-mausam ke talabgaar na hote
saaya bhii to qaamat ke baraabar nahii.n miltaa
Naseer Turabi
Ghazal
ab dil kii taraf dard kii yalGaar bahut hai
duniyaa mire zaKHmo.n kii talabgaar bahut hai
Farhat Ehsas
Ghazal
dhamkii me.n mar gayaa jo na baab-e-nabard thaa
ishq-e-nabard-pesha talabgaar-e-mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
kaisii jannat ke talabgaar hai.n tuu jaantaa hai
terii likkhii hu.ii duniyaa ko miTaate hu.e ham
Nomaan Shauque
Ghazal
bas ek tire KHvaab se inkaar nahii.n hai
dil varna kisii shai kaa talabgaar nahii.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
phir dar-e-dil pe ko.ii dene lagaa hai dastak
jaaniye phir dil-e-vahshii kaa talabgaar hai kaun
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zahe-nasiib ki duniyaa ne tere Gam ne mujhe
masarrato.n kaa talabgaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
jo bhii mil jaataa hai ghar-baar ko de detaa huu.n
yaa kisii aur talabgaar ko de detaa huu.n
Akhtar Nazmi
Ghazal
inkaar sun chuke hai.n talabgaar kyuu.n bane.n
miltaa nahii.n ko.ii to hai be-faa.eda pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
'aalam me.n ko.ii dil kaa talabgaar na paayaa
is jins kaa yaa.n ham ne KHariidaar na paayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
marham ke nahii.n hai.n ye taraf-daar namak ke
nikle hai.n mire zaKHm talabgaar namak ke
Varun Anand
Ghazal
kyaa Garaz hai mirii taqdiir ko mujh se puuchhe
aabruu kaa hai talabgaar ki rusvaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
maanaa tirii nazar me.n tiraa pyaar ham nahii.n
kaise kahe.n ki tere talabgaar ham nahii.n
Naqsh Layalpuri
Ghazal
daaG-e-atfaal hai diivaana ba-kohsaar hunuuz
KHalvat-e-sa.ng me.n hai naala talab-gaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
raanaa.i-e-kaunain se be-zaar hamii.n the
ham the tire jalvo.n ke talabgaar hamii.n the
Ehsan Danish
Ghazal
duniyaa o aaKHirat me.n talabgaar hai.n tire
haasil tujhe samajhte hai.n dono.n jahaa.n me.n ham