SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanziya"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tanziya"
MORE MATCHES FOR "tanziya"
Ghazal
hazaaro.n tanziya tiiro.n kaa aaj-kal 'tashna'
hamaaraa dil hii nishaana hai kyaa kiyaa jaa.e
Tashna Azmi
Ghazal
kiije na aap ham se kabhii tanziya savaal
varna javaab ho.nge ka.ii ik savaal ke
Khaki Hyderabadi
Ghazal
ek hii fiqre ne saaraa jism chhalnii kar diyaa
dhaar aisii tanziya alfaaz ke KHanjar me.n thii
Ateeq Muzaffarpuri
Mazahiya
shaa.irii me.n na kabhii shikva-e-rusvaa.ii kar
apne ash.aar kii tuu KHud hii paziiraa.ii kar
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Ghazal
ye muskuraahaTe.n 'alavii' kii tanziya hai.n nadiim
tabaahiyo.n kaa hu.aa KHatm silsila na kaho
Nazm
tashkil-e-sheristan ke baad
gungunaate giit gaate 'bekal' utsaahii chale
tanziya ash.aar kahte 'furqat'-o-'vaahii' chale
Raza Naqvi Vahi
Ghazal
sad shukr ki khil uTThe mire zaKHm-e-jigar aur
ye tanziya pursish tirii marham to nahii.n hai
Shareef Ahmad Qureshi
Ghazal
tanziya taur se muskaan khilii hai lab par
ye kisii Gam kii shuruu'aat bhii ho saktii hai