SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarab-a.ngez"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tarab-a.ngez"
Ghazal
vo abhii lauTe hai.n haare hu.e lashkar kii tarah
saaz-haa-e-tarab-a.ngez zaraa kam kar lo
Zubair Rizvi
Ghazal
qalb-e-'haafiz' taa-dam-e-aaKHir na paa.egaa sukuu.n
jumla-saamaan-e-tarab-angez vahshat-KHez hai
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
daur-e-tarab-a.ngez-chaman KHuub hai lekin
be-halqa-e-gul raqs-e-sabaa aur hii kuchh hai
Ishaq Athar Siddiqui
Ghazal
lazzat dard kii ba.Dhtii hii chalii aatii hai
tarab-a.ngez bahut ek hii nishtar Thahraa
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
hayaat kii tarab-angez saa'ate.n aur tuu
zamaana-saaz dimaaGo.n kii saazishe.n aur mai.n
Shahbaz Nadeem Ziai
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tarab-a.ngez"
Nazm
fikr
mah-vasho.n kaa tarab-a.ngez tabassum kyaa hai
hai to sab kuchh ye magar KHvaab asar kyuu.n ho jaa.e
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Asar Sahbai
Ghazal
chhupaa.e.n kis tarah aa.nkhe.n chamak mohabbat kii
in aa.ino.n me.n hai har dam jhalak mohabbat kii
Naz Butt
Ghazal
ye mausam-e-gul garche tarab-KHez bahut hai
ahvaal-e-gul-o-laala Gam-a.ngez bahut hai