SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarab-a.ngez"
Ghazal MATCHES FOR "tarab-a.ngez"
Ghazal
vo abhii lauTe hai.n haare hu.e lashkar kii tarah
saaz-haa-e-tarab-a.ngez zaraa kam kar lo
Zubair Rizvi
Ghazal
qalb-e-'haafiz' taa-dam-e-aaKHir na paa.egaa sukuu.n
jumla-saamaan-e-tarab-angez vahshat-KHez hai
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
daur-e-tarab-a.ngez-chaman KHuub hai lekin
be-halqa-e-gul raqs-e-sabaa aur hii kuchh hai
Ishaq Athar Siddiqui
Ghazal
lazzat dard kii ba.Dhtii hii chalii aatii hai
tarab-a.ngez bahut ek hii nishtar Thahraa
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
hayaat kii tarab-angez saa'ate.n aur tuu
zamaana-saaz dimaaGo.n kii saazishe.n aur mai.n
Shahbaz Nadeem Ziai
Ghazal
Asar Sahbai
Ghazal
chhupaa.e.n kis tarah aa.nkhe.n chamak mohabbat kii
in aa.ino.n me.n hai har dam jhalak mohabbat kii
Naz Butt
Ghazal
ye mausam-e-gul garche tarab-KHez bahut hai
ahvaal-e-gul-o-laala Gam-a.ngez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Tarab Siddiqi
Ghazal
Tarab Siddiqi
Ghazal
ai dost tirii baat sahar-KHez bahut hai
par tarz-e-takallum tiraa KHuu.n-rez bahut hai
Afroz Alam
Ghazal
lagtaa hai pech-o-taab ke aage kuchh aur hai
is shor-e-inqalaab ke aage kuchh aur hai
Khurshid Talab
Ghazal
baadal kii tarah aa.nkhe.n barastii rahii.n magar
shaadaab phir bhii barg-e-mohabbat hu.aa nahii.n
Adil Hayat
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n us ke intizaar me.n kho.ii kuchh is tarah
aa.nkhe.n hu.ii.n charaaG to ghar thaa diyaa diyaa
Ayesha Masood Malik
Ghazal
bachaa.uu.n kyuu.nkar ise kis tarah unhe.n Taaluu.n
Gazab hu.aa ki vo dil kaa savaal kar baiThe
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
daaG jitne bhii hai.n gulzaar-e-tamannaa me.n mere
phuul kii tarah unhe.n terii nishaanii likkhuu.n
Yunus Ghazi
Ghazal
parbat kii tarah uu.nche kha.De log hai.n guu.nge
tum apnii hii aavaaz ko har baar sunoge