SEARCH RESULTS
Showing search results for "tark-e-mai-o-jaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tark-e-mai-o-jaam"
Sher
ye tirii mast-nigaahii ye faroG-e-mai-o-jaam
aaj saaqii tire rindo.n se adab mushkil hai
Bahauddin Kaleem
Ghazal
tiis din ke liye tark-e-mai-o-saaqii kar luu.n
vaa.iz-e-saada ko rozo.n me.n to raazii kar luu.n
Shibli Nomani
Mazahiya
jab kabhii tark-e-mai-o-jaam kaa aayaa hai KHayaal
mauj se phir tirii tasviir ubhar aa.ii hai
Saghar Khayyami
PAGE MATCHES FOR "tark-e-mai-o-jaam"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tark-e-mai-o-jaam"
Ghazal
Gam-e-firaaq mai o jaam kaa KHayaal aayaa
safed baal liye sar pe ik vabaal aayaa
Shad Azimabadi
Sher
kii tark-e-mai to maa.il-e-pindaar ho gayaa
mai.n tauba kar ke aur gunahgaar ho gayaa
Dagh Dehlvi
Sher
Jaleel Manikpuri
Ghazal
'arsh' muddat hu.ii go tark-e-mai-o-jaam kiye
phir bhii tohmat ye mire naam se vaabasta rahii
Arsh Sahbai
Ghazal
jaam-e-mai-e-alast se sarshaar ho ga.e
ya.anii rahiin-e-KHaana-e-KHammaar ho ga.e
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
mujhe to jaam-o-mai-o-gul kaa intizaar nahii.n
mai.n KHud bahaar huu.n mere liye bahaar nahii.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
havaa-e-daur-e-mai-e-KHush-gavaar raah me.n hai
KHizaa.n chaman se hai jaatii bahaar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
Sher
rahtaa hai vahaa.n zikr-e-tuhuur-o-mai-e-kausar
ham aaj se kaabe ko bhii mai-KHaana kahe.nge