SEARCH RESULTS
Showing search results for "tege"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tege"
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tege"
Nazm
KHun phir KHun hai
teG-e-be-daad pe yaa laasha-e-bismil pe jame
KHuun phir KHuun hai Tapkegaa to jam jaa.egaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
dua
jin ke sar muntazir-e-teG-e-jafaa hai.n un ko
dast-e-qaatil ko jhaTak dene kii taufiiq mile
Faiz Ahmad Faiz
Sher
apnii hii teG-e-adaa se aap ghaayal ho gayaa
chaa.nd ne paanii me.n dekhaa aur paagal ho gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
ishq kii teG-e-jigar-daar u.Daa lii kis ne
ilm ke haath me.n KHaalii hai niyaam ai saaqii
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai tavaaf-o-haj kaa ha.ngaama agar baaqii to kyaa
kund ho kar rah ga.ii momin kii teG-e-be-niyaam
Allama Iqbal
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jis qadar jigar KHuu.n ho kuucha daadan-e-gul hai
zaKHm-e-teG-e-qaatil ko turfa dil-kushaa paayaa
Mirza Ghalib
Nazm
taswir-e-dard
davaa har dukh kii hai majruuh-e-teG-e-aarzuu rahnaa
ilaaj-e-zaKHm hai aazaad-e-ehsaan-e-rafuu rahnaa

