SEARCH RESULTS
Showing search results for "tiila"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tiila"
Ghazal
ye jo hai ret kaa Tiila mire qadmo.n ke tale
ko.ii dam me.n mire uupar bhii to ho saktaa hai
Abbas Tabish
Nazm
taj-mahal
ye damaktii hu.ii chaukhaT ye tilaa-posh kalas
inhii.n jalvo.n ne diyaa qabr-parastii ko rivaaj
Kaifi Azmi
Ghazal
vo kahii.n jaan na le ret kaa Tiila huu.n mai.n
mere kaa.ndho.n pe hai taa'miir imaarat us kii
Shahzad Ahmad
PAGE MATCHES FOR "tiila"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tiila"
Ghazal
ho KHaak raah-e-ishq me.n taa-qadr ho tirii
mis ke tilaa banaane ko iksiir shart hai
Mohammad Rafi Sauda
Nazm
meri rahon ke ab tum musafir nahin
tum ko mahbuub-o-maashuuq mai.n ne kiyaa
ret-e-hastii kaa Tiila tabhii to sajaa
Mariya Muzaffar
Ghazal
hujuum-e-shahr ke sannaaTe me.n gum-sum vo Tiila saa
usii ko aate jaate be-zaruurat dekhte rahnaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
bardaasht kii hado.n se miraa dil guzar gayaa
aa.ndhii uThii to ret kaa Tiila bikhar gayaa
Sajid Asar
Ghazal
jab jab sulge ko.ii mohan yaad to barso.n tak
miTTii kaa Tiila aa.nkho.n kaa suunaa ban jaltaa hai