SEARCH RESULTS
Showing search results for "uktaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "uktaa"
Sher
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho
Allama Iqbal
Ghazal
ye dard kii tanhaa.iyaa.n ye dasht kaa viiraa.n safar
ham log to uktaa ga.e apnii sunaa aavaargii
Mohsin Naqvi
Nazm
kutte
ye har ek kii Thokare.n khaane vaale
ye faaqo.n se uktaa ke mar jaane vaale
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "uktaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "uktaa"
Nazm
intisab
be mohabbat riyaa-kaar sejo.n pe saj saj ke uktaa ga.e hai.n
bevaa.o.n ke naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taj diyaa tum ne dar-e-yaar bhii uktaa ke 'faraaz'
ab kahaa.n Dhuu.nDhne Gam-KHvaar tumhaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ab har shaKHs se uktaa chukaa huu.n
faqat kuchh dost hai.n aur dost bhii kyaa
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n ab har shaKHs se uktaa chukaa huu.n
faqat kuchh dost hai.n aur dost bhii kyaa
Jaun Eliya
Ghazal
KHaamoshi-e-hayaat se uktaa gayaa huu.n mai.n
ab chaahe dil hii TuuTe sadaa chaahiye mujhe
Khumar Barabankavi
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
Shakeb Jalali
Sher
ab mujh ko ehtimaam se kiije supurd-e-KHaak
uktaa chukaa huu.n jism kaa malba uThaa ke mai.n