SEARCH RESULTS
Showing search results for "uktaa"
Nazm MATCHES FOR "uktaa"
Nazm
ek aarzu
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
kutte
ye har ek kii Thokare.n khaane vaale
ye faaqo.n se uktaa ke mar jaane vaale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intisab
be mohabbat riyaa-kaar sejo.n pe saj saj ke uktaa ga.e hai.n
bevaa.o.n ke naam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
lekin apne hone se uktaa jaatii hai
us ko vaqt kii paabandii se kyaa matlab hai
Tahzeeb Hafi
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kaam ishq ke aa.De aataa rahaa
aur ishq se kaam ulajhtaa rahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
ektaa hai anektaa me.n bhii
dost-daarii kaa maan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
sanwli
duudhiyaa husn se uktaa ke mirii nazro.n ne
jab bhii dekhaa hai tire rang kaa bharpuur nikhaar
Qateel Shifai
Nazm
pahli kiran
mai.n is KHisht-kobii se uktaa gayaa huu.n
kahaa.n hai.n vo duniyaa kii taz.iin kii aarzuu.e.n
Noon Meem Rashid
Nazm
doraha
dair se, ka.abe se, idraak se bhii uktaa kar
aaj tak dil ko ujaale kii talab hotii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
tarana-e-watan
merii uqbaa hai tuu merii duniyaa hai tuu
meraa hai saaz-e-dil meraa naGma hai tuu
kanval Dibaivi
Nazm
tan-asani
chiinii kii ii.nTe.n to KHaamosh rahaa kartii hai.n
aisii KHaamoshii se uktaa ke nahaane vaalaa
Meeraji
Nazm
gandhi ji
vaqaar-e-maadar-e-hindostaa.n the gaa.ndhii jii
vo ektaa ke pujaarii har ek ke bhaa.ii
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
mahatma-gandhi
ye desh kaa thaa ektaa-vaadii leader
qurbaanii-o-iisaar ke jazbe ke tufail