SEARCH RESULTS
Showing search results for "umar khayyam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "umar khayyam"
Ghazal
vahii Gaalib hai ab to jo KHariide shohrate.n apnii
rubaa.ii bechne vaalaa umar-'KHayyaam' hai saaqii
Ajay Sahaab
Ghazal
'KHayaal' aamad-e-fasl-e-bahaar hai shaayad
jo sust-e-gaam the vo log bhii safar me.n hai.n
Rafique Khayal
Ghazal
'asar' KHalal ke sharaare the dasht-o-sahraa me.n
sukuu.n kaa KHema lagaanaa bhii kitnaa mushkil thaa
Marghoob Asar Fatmi
MORE MATCHES FOR "umar khayyam"
Ghazal
lagaa rahaa huu.n mazaamiin-e-nau ke phir ambaar
KHabar karo mire KHirman ke KHosha-chiino.n ko
Meer Anees
Sher
lagaa rahaa huu.n mazaamiin-e-nau ke phir ambaar
KHabar karo mere KHirman ke KHoshaa-chiino.n ko
Meer Anees
Sher
afsos umr kaT ga.ii ra.nj-o-malaal me.n
dekhaa na KHvaab me.n bhii jo kuchh thaa KHayaal me.n
Imdad Imam Asar
Ghazal
aabid umar
Ghazal
tuu de rahaa hai kahaa.n dars-e-ittihaad 'asar'
tiraa KHayaal faqat inqilaab jaisaa hai
Asar Saeed
Ghazal
umr-e-rafta ke talaf hone kaa aayaa to KHayaal
lekin ik dam kii talaafii kaa na maqduur rahaa