SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaaqif"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaaqif"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
mere labo.n pe mohr thii par mere shiisha-ruu ne to
shahr ke shahr ko miraa vaaqif-e-haal kar diyaa
Parveen Shakir
PAGE MATCHES FOR "vaaqif"
MORE MATCHES FOR "vaaqif"
Nazm
jibrail-o-iblis
aah ai jibriil tuu vaaqif nahii.n is raaz se
kar gayaa sarmast mujh ko TuuT kar meraa subuu
Allama Iqbal
Ghazal
vo tire husn kii qiimat se nahii.n hai.n vaaqif
pa.nkhu.Dii ko jo tire lab kaa badal kahte hai.n
Qateel Shifai
Hindi Ghazal
jo Gazal ma.ashuuq ke jalvo.n se vaaqif ho ga.ii
us ko ab beva ke maathe kii shikan tak le chalo
Adam Gondvi
Ghazal
pahle hii lazzat-e-inkaar se vaaqif nahii.n jo
us se inkaar dobaara bhii nahii.n ho saktaa
Saleem Kausar
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
ruuh ko us kii asiir-e-Gam-e-ulfat na karuu.n
us ko rusvaa na karuu.n vaqf-e-musiibat na karuu.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
udaasiyo.n ke KHad-o-KHaal se jo vaaqif ho
ik aise shaKHs ko aksar talaash karnaa hai