SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaaqif"
Nazm MATCHES FOR "vaaqif"
Nazm
jibrail-o-iblis
aah ai jibriil tuu vaaqif nahii.n is raaz se
kar gayaa sarmast mujh ko TuuT kar meraa subuu
Allama Iqbal
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
ruuh ko us kii asiir-e-Gam-e-ulfat na karuu.n
us ko rusvaa na karuu.n vaqf-e-musiibat na karuu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
tum palaT aa.o guzar jaa.o yaa mu.D kar dekho
garche vaaqif hai.n nigaahe.n ki ye sab dhokaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
pahu.nchaa diyaa falak tak ustaad ne yahaa.n se
vaaqif na thaa zaraa bhii itne ba.De jahaa.n se
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
zohd aur rindi
rindii se bhii aagaah sharii.at se bhii vaaqif
puuchho jo tasavvuf kii to mansuur kaa saanii
Allama Iqbal
Nazm
kisan
vaaris-e-asraar-e-fitrat faateh-e-ummiid-o-biim
mahram-e-aasaar-e-baaraa.n vaaqif-e-tab.a-e-nasiim
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
mujhe hai yaad abhii tak ki khel-kuud me.n bhii
kuchh aise vaqfe pur-asraar aa hii jaate the
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nilo
tuu ki naa-vaaqif-e-aadaab-e-shahanshaahii thii
raqs zanjiir pahan kar bhii kiyaa jaataa hai
Habib Jalib
Nazm
koi dil ki chahat se majbur hai
ishq aur mushk chhupte nahii.n hai.n kabhii
is haqiiqat se vaaqif hai.n ham tum sabhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
jab yahaa.n aa.e the tum saudaagarii ke vaaste
nau-e-insaanii ke mustaqbil se kiyaa vaaqif na the
Josh Malihabadi
Nazm
aurat
vaaqif hai bahar-taur ye jiine ke hunar se
be-KHauf guzar jaatii hai har raahguzar se
Rahbar Jaunpuri
Nazm
ek aurat ki hansi
ik sarshaarii jis se vo hii vaaqif hai
chaahe bhii to us ko bech nahii.n saktii
Fahmida Riaz
Nazm
tah-e-nujum
kahii.n KHayaal ke aabaad-karda gulshan me.n
hai ek gul ki hai naa-vaaqif-e-bahaar abhii