SEARCH RESULTS
Showing search results for "vabaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vabaa"
Sher
Naeem Zarrar Ahmad
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vabaa"
Ghazal
vabaa ne kaash hame.n bhii bulaa liyaa hotaa
to ham pe maut kaa ehsaan bhii nahii.n hotaa
Rahat Indori
Ghazal
hal bhii talaash kar liyaa jaa.egaa an-qariib
tum is vabaa ko ba.Dhne na do faasla rakho
Jawad Sheikh
Sher
in duuriyo.n ne aur ba.Dhaa dii hai.n qurbate.n
sab faasle vabaa kii tavaalat se miT ga.e
Aitbar Sajid
Sher
maut aa jaa.e vabaa me.n ye alag baat magar
ham tire hijr me.n naaGa to nahii.n kar sakte
Sabir Aafaque
Ghazal
kisii vabaa me.n KHudaa ham ko mubtalaa karegaa
ham aise log kahaa.n KHud-kushii ke qaabil hai.n
Sabahat Urooj
Ghazal
Ambareen Haseeb ambar
Sher
har ek jism me.n maujuud hasht-paa kii tarah
vabaa kaa KHauf hai KHud bhii kisii vabaa kii tarah
Saud Usmani
Ghazal
tamaam jism mahakne lagaa hai apne aap
badan me.n phailii hu.ii 'ishq kii vabaa kii qasam




