SEARCH RESULTS
Showing search results for "vabaa"
Ghazal MATCHES FOR "vabaa"
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
vabaa ne kaash hame.n bhii bulaa liyaa hotaa
to ham pe maut kaa ehsaan bhii nahii.n hotaa
Rahat Indori
Ghazal
hal bhii talaash kar liyaa jaa.egaa an-qariib
tum is vabaa ko ba.Dhne na do faasla rakho
Jawad Sheikh
Ghazal
kisii vabaa me.n KHudaa ham ko mubtalaa karegaa
ham aise log kahaa.n KHud-kushii ke qaabil hai.n
Sabahat Urooj
Ghazal
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
tamaam jism mahakne lagaa hai apne aap
badan me.n phailii hu.ii 'ishq kii vabaa kii qasam
Mehshar Afridi
Ghazal
na vabaa ke ko.ii din raat na tanhaa.ii ke saal
tere aate hii badal jaataa hai saaraa mausam
Idris Babar
Ghazal
yaa ghar me.n baiTh aur mujhe tasviir bhej de
fasl-e-vabaa me.n vasl kaa andaaz hai judaa
Iftikhar Haidar
Ghazal
rahiye ahbaab se kaT kar ki vabaa ke din hai.n
saa.ns bhii liijiye haT kar ki vabaa ke din hai.n
Aqeel Abbas Jafri
Ghazal
nazar nazar me.n udaasii dikhaa.ii dene lagii
nagar nagar me.n hai phailii vabaa udaasii kii
Shahida Majeed
Ghazal
hai qaht na tuufaa.n na ko.ii KHauf vabaa kaa
is des pe saaya hai kisii aur balaa kaa
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
ghar ghar vabaa-e-hirs-o-havas hai to kyaa hu.aa
marte hai.n log roz vabaa ke baGair bhii